is dil ka bharos kya

is dil ka bharos kya lyrics

Poster is dil ka bharos kya

is dil ka bharos kya

lyrics/Album : Chand Ke Paar Chalo
Details
Singer Kumar Sanu, Shreya Ghoshal & Sabri Brothers
Language Hindi
Album Chand Ke Paar Chalo
Poster is dil ka bharos kya
play
Lyrics

tumhari yaad mein

jalna ajeeb lagta hain

dheere dheere se

pighalna ajeeb lagta hain

saari duniya ke badalne

se mujhe fark nahi

bas ek tera badalna

ajeeb lagta hain

aah aa aah aa


hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

dil hi jaane hain aa dil hi jaane hain

jinke liye barbaad hue hain

jinke liye barbaad hue hain

woh anjaani hain

jo bhi gujarti hain iss dil pe

jo bhi gujarti hain iss dil pe

dil hi jaane hain

dil hi jaane hain

hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

dil hi jaane hain

dil hi jaane hain


hmmm hmm hmm hmm

haaaa ha ha ha

bas itana sa hai afsana

jo tha apana ab begana

dil tha paagal dil tha deewana

gair ko tha jo apana mana

gair ko tha jo apana mana

iss dil ka bharosa kya

kya iska thikana hain

woh baat sune dil jise

chain ganwana hain

iss dil ka bharosa kya

kya iska thikana hain

woh baat sune dil jise

chain ganwana hain

lootega dil yeh tootega dil yeh

lootega dil yeh tootega dil yeh

hamein dil se kya hain yaara

iss dil ka bharosa kya

kya iska thikana hain

woh baat sune dil jise

chain ganwana hain

woh heere gayi woh ranjhe gaye

woh laila gayi woh majnu gaye



 

bedard hai dil suno na

aana isaki chaal mein

jeena mushkil ho jaayega

dil na dena kisi haal mein

dil na lagana deewani

karta hain yeh manmaani

dil na lagana deewani

karta hain yeh manmaani

bedard hai dil suno na

aana isaki chaal mein

jeena mushkil ho jaayega

dil na dena kisi haal mein

hmmm hmm hmm hmm

hey ha ha ha

dil hi hansata hain

dil hi rulata hain

dilwala dil ki duniya

basata hain

jiske liye woh sab

kuchh lutata hain

ek din wahi phir kyon

dil todd jata hain

dil todd jata hain

naakam kare badnaam kare

naakam kare badnaam kare

iss ne sabko mara

iss dil ka bharosa kya

kya iska thikana hain

woh baat sune dil jise

chain ganwana hain

woh heere gayi woh ranjhe gaye

woh laila gayi woh majnu gaye



 

hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

woh heere gayi woh ranjhe gaye

woh laila gayi woh majnu gaye

hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

hai dil ko khabar dil jaane hain

kya dil mein hai pehchaane hain

yeh main jaanu mera rabb jaane

kaisi uljhan hain seene mein

kaise kahu kitni mushkil

hain bin tere ab jeene mein

woh heere gayi woh ranjhe gaye

woh laila gayi woh majnu gaye.

You May Also Like (Similar)

Solo Host Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)