aankhen bandh karke

aankhen bandh karke lyrics

Poster aankhen bandh karke

aankhen bandh karke

lyrics/Album : Aitraaz
Details
Singer Alka Yagnik & Udit Narayan
Genre Love
Language Hindi
Album Aitraaz
Poster aankhen bandh karke
play
Lyrics

aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

woh tumhi ho… eh sanam woh tumhi ho… eh sanam

jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya

woh tumhi eh sanam woh tumhi ho eh sanam

aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

woh tumhi ho… eh sanam woh tumhi ho… eh sanam

tumhi jaanejaana mere pyaar ka sapna

dil ne mere maana dilbar tumhein apna

tumhi jaanejaana mere pyaar ka sapna

dil ne mere maana dilbar tumhein apna

mere yaar pe mere yaar pe hai mujhko bada hi naaz

meri chaahton se tum

meri chaahton se tum na karna kabhi aitraaz

aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

woh tumhi ho… eh sanam woh tumhi ho… eh sanam

zindagi hai tujhse mera ishq kehta hai

tu meri saason mein har waqt rehta hai

zindagi hai tujhse mera ishq kehta hai

tu meri saason mein har waqt rehta hai

mera khwaab tu mera khwaab tu hai tuhi meri parwaaz

meri chaahton se tum

meri chaahton se tum na karna kabhi aitraaz

aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

aankhein bandh karke jo ik chehra naza aaya

woh tumhi ho… eh sanam woh tumhi ho… eh sanam

jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya

jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya

woh tumhi ho…eh sanam woh tumhi ho… eh sanam.

You May Also Like (Similar)

Solo Host Lyrics
Note: From this website you will get free lyrics facility. The files are not hosted by us.
Rules: videos/lyrics will be for personal use only / you cannot redistribute them / delete them from hard disk after 24 hours (if you do not agree, close this window)